Wednesday 27 July 2011

Bas hum chalen

Subah hui.......raat beet gaya,,,,,,
hum saare doston ka sama bandh gaya.........

socha suraj nikal padi......ab toh zaraa so lun..
dil ne kaha......ab sochna kya, zara aur masti maar lun.....

socha na tha kabhi aise dost milenge
bas khushi aur masti ke itne hazaar lamhe milenge......

gham ka andhera kabhi na chhue hamein..
khushi ka saath baandhe rakhhe hamein......

jo thodi gam se mulaaqat ho jae....
toh has kar saamna karein hum sabhi...

likhte likhte aansun aa gaye kyun aakhon me...
hamein milna tha kabhi na kabhi...

ab faasle nahi aayenge darmiyaann...
jaana bohot door hai abhi.....

bas yahi kehna hai ...
4 baj gaye lekin party baaki hai abhi .... ;)   --- Achin

No comments:

Post a Comment